Twitter kya hai? twitter pr account kaise bnate hai
07:11
Posted by Neeraj yadav
twitter
bhi facebook aur linked in ki tarah ek free social networking site h
jis pr aap account bnakar tweet kr sakta h or tweet ka reply de sakte h
or kisi dusre user ko fellow bhi kr sakte h.tweet ko ham broadcast short
posts bhi kahte h.
Twitter ko 21 march 2006 ko release kiya gya tha.twitter ke ceo Jack Dorsey hai.twitter ka headquater San Francisco,california,united state me hai.
Apne laptop or computer me password kaise set krte hai
06:28
Posted by Neeraj yadav
Aaj
kal mobile ho ya pc koi software ho ya photo galary sabke liye password
jaruri ho gya h .aaj kal online ya offline koi bhi privacy ho hame hamesha careful rahna chahiye jaha bhi password ki jarurat ho waha password set krke apni privacy ko strong kr le.
Is article me hm janenge ki pc or laptop me password
kaise set krte h.password set krna bahut hi simple h.
VLC media player me youtube video kaise play kre?
02:14
Posted by Neeraj yadav
Crome,firefox aur internet explore me private browsing kaise enable kre
10:33
Posted by Neeraj yadav
kabhi
kabhi workplace or cyber cafe me jab ham internet browse krte h to hame
privacy ko mentain rakhna muskil ho jata h.kyoki ham jo v webpage
browse krte h wo sabhi information cookies ketemporary file me save ho
jati h.agar
aap is problem ko dur krna chahte h aur browser me koi bhi information
save kiye bina internet browse krna chahte h to aap private browsing
mode enable kr sakte h.
Gmail password change or reset kaise karte hai?
21:25
Posted by Neeraj yadav
Gmail google ki bahut important aur popular service h.gmail se ham email account banate h.gmail ka full form google mail h.
pichali post me maine btaya ki gmail account kaise bnate h lekin gmail account ko safe rkhna bhi bahut jaruri hota h kyoki gmail password hack hone ka dar rahta h isliye yah jaruri h ki aap samay samay pr apna gmail password change krte rhe .
Computer se youtube video kaise download krte hai
07:35
Posted by Neeraj yadav
youtube world ki sabse badi video searching website hai.aap youtube pr sabhi types ke video dekh saktye hai ya upload kr sakte hai.youtube 14 february 2005 ko shuru kiya gya tha jisake ceo Susan Wojcicki hai. youtube ka headquater san bruno california united state me hai.2015 tak youtube ke 1 billian se bhi jyada user ho gaye hai
Facebook name, email or password kaise change karte hai.
20:02
Posted by Neeraj yadav
vaise mujhe facebook ke bare me jyada btane ki jarurat nhi h sabhi jante hai ki facebook kya hai.fb pr photo upload krna dosto se chatting karna to sabhi jante hai lekin facebook ki kuchh setting hoti hai jise shayad aap nhi jante ho lekin un sabhi setting ko aap tips10.in pr sikh sakte hai
Kisi v website ka desktop pr shortcut kaise create krte hai
13:41
Posted by Neeraj yadav
aapne apne computer desktop pr kisi file,folder ya kisi software ka shortcut dekha hoga .yah shortcut kisliye hota hai.actually ham usi folder ya sofware ka shortcut bnate hai jisko hame bar bar open karne ki jarurat padti hai.aap jab bhi us shortcut pr click krte hai to wo folder ya file open ho jata hai. aapko computer ki drive me jakr open krne ki jarurat nhi padti hai.
Apne computer pr kisi v website ko block kaise krte h
12:59
Posted by Neeraj yadav
Agr aap hamesha internet pr search krte hai ki computer me kisi bhi website ko kaise block kre lekin har bar aap fail ho jate hai aur kisi bhi site ko apne computer pr block nhi kr pa rhe hai to yah article aapke liye bahut important ho sakta hai. bahut hi simple step fellow karne hai jisase aap kisi bhi site ko bahut easily block kr sakte hai. sabse pahle mai aapko bta du
ki kisi website ko block krne ki jarurat kya h
Email account kya hai.Gmail se email account kaise bnate hai
16:14
Posted by Neeraj yadav
email ek aisa source h jisase aap data ek computer se dusre computer pr send kr sakte h or kisi data ko email account me save kr sakte .isake liye internet connection hona jauri hai.
Subscribe to:
Posts (Atom)