Showing posts with label andriod. Show all posts
Showing posts with label andriod. Show all posts

paid andriod apps ko free me kaise download karte hai

Is modern age me every day play store me naye naye apps aate rhte h aise me koi apps paid hota h to koi apps free hota h.agr aap apne andriod mobile ke play store me jayenge to aapko aise bahut se apps milenge jo paid hote h .lekin bahut  se log free apps download karna pasand karte h kyoki paid apps ke liye paise lagte h.

Andriod phone ki speed kaise badate hai

Andriod phone jab new hoti h to isaki speed bahut fast hoti h lekin jaise jaise phone purana hota h iski speed bhi slow hoti jati h kabhi kabhi isaki speed jarurat se jyada slow ho jati  aise me aap mobile phone use krne me uncomfortable mahsus karte h.aapke moblie me antivirus h

andriod phone me kisi file ya folder kaise hide karte hai?

kabhi kabhi aisa hota h ki aapke mobile me koi important file or folder hota h aur aap nhi chahte ki ye private folder ko koi open kr paye to aap is file or folder ko hide kr sakte h.aap folder ko hide karke dusro ki najar se chhupa sakte h.isake liye aapko kisi third party tool ya aaps ko download karne ki koi jarurat nhi h .