Google.com ek best search engine h.aapko kuchh bhi search karna hota h to aap google pr search kr lete h lekin kya aapne kabhi notice kiya ki jb aap browser ke address bar me google.com type krte h to yah google.co.in me change ho jata h kyoki aap india me  h to yah india ka search result deta h jaise canada ke liye google.ca aur united kingdom ke liye google.uk.notice karne pr ye pta chalta h ki google.co.in me search result kuchh aur ,aur google.com me search result kuchh aur hota h mtlb dono ke search result different hote h.google.co.in india k liye aur google.com worldwide ke liye hota h.hm isi topic pr discuss krne wale h ki google.co.in ki jagah google.com ko kaise open krte h.crome browser aur firefox dono me process same h.

Step-1
sabse pahle apna computer browser open kre aur address bar me type kre google.com aur jaise hi aap enter button hit krte h yah google.co.in me change ho jata h.
browser ke right buttom corner me google.com open krne ka option milega.aap niche image me dekh skate h.



use google.com pr click kre .google.com open ho jayega.aap ise bookmark bhi kr sakte h jisase aap bs ek click me open kr sakte h.aaiye google.com ko bookmark kr lete h.

Step-2



aap address bar ke samne star jaisa icon dekh sakte yah bookmark ka icon is pr click kre.
ek pop up page open hoga.

Step-3

  1. name option me site ka url type kre google.com ya aap kuchh bhi type kr sakte h.
  2. folder option me bookmark bar hi rhne de.
  3. ab done ki button pr click kre.
ab google.com aapke bookmark bar me add ho jayega .aur aap bs ek click se ise open kr skate h.
aap mera bookmark bar dekh sakte h jisame maine google .com ko bookmark kiya h.