computer browser font size kaise change krte hai
19:28
Posted by Neeraj yadav
aap computer web browser me browsing karte h aur web page ki font size se aapko problem ho rhi h aur aap achche se pad nhi paa rhe h to aap font size ko inrease or decrease kr sakte h.sabhi web browswer me step thoda diffrent h lekin bahut hi easy h .ek bat mai aapko bta du koi koi web page default font size aur font style pr hi show hota h
aise me aap browser ke font ko customize nhi krenge.
Tips-vaise to aap bina browser ki setting ko customize kiye hi font size ko increase or decrease kr sakte h.lekin is method ko aapko sabhi web page me apply karna padega .agr aap mouse ka use kr rhe h to kisi bhi browser me font size ko increase karne ke liye apne keyboard se ctrl key ko press karke mouse ko scroll up kre decrease karne ke liye scroll down kre.
bina mouse ke bhi aap font size ko customize kr sakte h. font size ko increase karne ke liye apne keyboard se ctrl key aur + sign ko ek sath press kre font size ko decrease karne ke liye ctrl key aur - sign ko ek sath press kre.
browser ki size ko default karne ke liye crtl aur 0 key ko ek sath press kre.
For google crome browser-
Step-1
sabse pahle ham bat krenge crome browser ki .crome browser me font size ya font style kaise change karte h.crome browser ke setting me jaye.aap scroll krenge to advance setting ka option milega
.
Show advace setting pr click kre.setting expand ho jayegi ab mouse ko down scroll kre.
Step-2

- is dropdown button pr click krke font size ko select kr sakte h .aap pic me dekh sakte h font size medium select kiya gya h aap large ya small bhi select kr sakte h.
- page ko zoom in or zoom out karne ke liye .
- agr aap font aur costomize krna chhate h to is button pr click kre.
font customize karne ke liye new window open hogi.
- is pop up window me aap font style ko select kr sakte h.
- font size ko aur increase kr sakte h.
For firefox browser-
Step-1
firefox me font style aur size ko customize krna crome se bhi easy h.
sabse pahle firefox open kre.ab aapko option open karna h .option open karne ke liye right top corner me 3 lines ka icon h us pr click karke option choose kre ya phir firefox ke tool menu pr click krke option ko open kr sakte h.
aapko left side me menu dikhayi dega .content pr click kre.
Step-2
- firefox ka default font style times new roman rhta h lekin yha se aap font style ko choose kr sakte h .
- is dropdown button pr click krke aap font size ko select kr sakte h.
firefox aur google crome ki tarah aap internet explore me bhi font size aur font style ko change kr sakte h .sabse pahle internet explorer browser ko open kre.view menu me jaye agr aapke browser me menu bar show nhi ho rha to intenet explorer ke title bar me right click krake menu bar select kre. view menu bar me aapko 2 option milega .pahla zoom option dusra text size aap in dono option pr click karke explorer me font size ko customize kr sakte h.
This entry was posted on October 4, 2009 at 12:14 pm, and is filed under
browser
. Follow any responses to this post through RSS. You can leave a response, or trackback from your own site.
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Post a Comment