whatsapp messege ko starred kaise karte hai.(with 3 whatsapp tricks)
00:06
Posted by Neeraj yadav
whatsapp ke bare me kya kahna facebook bhi pichhe rah gya .aaj whatsapp inta popular ho chuka h ki agr kisi ke mob me internet connect h to wo bina whatsapp ke nhi rah skata .aap bhi whatsapp use karte honge.aapke whatsapp account pr bahut se friends aur group honge .
aapke friends aapko roj messege ,funny jokes or media file send karte honge .agr aapko koi messege achcha lga aur aap sochte h ki agr mai is messege ko bookmark kr leta to kabhi bhi dekh sakta hu to chinta chhodiye jnab aap apne messge ko bilkul bookmark kr sakte whatsapp me starred feature ko use karke aap apne kisi bhi messege ko save kr sakte h.
Step-1
aaiye ek messge ko save karke dekhte h.sabse pahle us messge ko select kre jis messege ko aap save krna chahte h.screenshot me aap dekh sakte maine 2 messge ko select kiya hua h.
aap image me upar star ka icon dekh sakte h us pr click kre ab aapka messege starred ho gya h .
Step-2
messege ko dekhne ke liye 3 dot option button pr click kre.starred messege pr click kre.
starred massege ke option me aap wo sabhi message dekhte h jisko aapne save kiya h.
kaise pta kre ki whatsapp group me send kiya gaya msg kisne kisne dekha.
jb bhi aap kisi whatsapp cantatct ko massege send karte h to blue trick mark se pata chal jata h ki wo massege dekha ja chuka h lekin jb aap kisi whatsapp group me massege send karte h to usme koi blue trick mark nhi aata h aise me aapko option milta h jisase aap dekh sakte h aapka massege kisne kisne dekha.sabse pahle us massege ko select kre.
screenshot me aap dekh sakte h maine ek massege select kiya h select karne ke bad aap upar ek circle jaisa icon dekh sakte h us pr click kre.next page open hoga.
is page me aap clearly dekh sakte h ki is massege ko 2 logo ne read kr liya aur ye massege aur 2 logo deliver hua h jisne abhi tk massege ko nhi pada h.
isi tarah aap apne whatsaap cantact ke bhi massege info ko dekh sakte h .same process h isase pta chal jayega ki aapke whatsapp friend ko massege kb deliver hua aur usane kb pada.
Mute kya hota h.whatsapp group or cantact ko mute kaise karte h.
aapke whatsapp pr bahut cantact aur group honge .kuchh group or cantact se dinbhar unwanted massege aate rahte h jisase aap pareshan ho jate h aur chahte h ki aise cantact ya group ka massege aapke whatsapp pr na aaye aise me aap cantact ko block krte h aur group ko leave kr dete h lekin sabse achcha tarika ki aap cantact aur group ko mute kr de aise me us group se aapke whatsaap pr koi massege nhi aayega.aaiye ek whatsaap group ko mute kr lete h.
sabse pahle us group ko oepn kre aur group info page pr jaye.
group info page me aap mute ka option dekh sakte h .by default yah off rahta aapko mute on karna h bs ab is group se koi massege nhi aayega .aap mute ko off bhi kr sakte h.
isi tarah aap whatsapp cantact ke bhi mute ko on kr sakte h.

This entry was posted on October 4, 2009 at 12:14 pm, and is filed under
whatsapp
. Follow any responses to this post through RSS. You can leave a response, or trackback from your own site.
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Post a Comment