IP address kya hota hai?computer or mobile ka ip address kaise pta karte hai?

computer , mobile or kisi other network device ka ek unik address hota h jise ip address kahte h.is post me hm yahi sikhege ki apne computer or mobile ka ip address kaise pta karte h.ip address pta karne ka mai 2 tarika janta hu aur hm dono tarike pr discuss karenge .

whatsapp image ko gallary se kaise hide karte h?

Agr aapke paas andriod mobile ho aur aap whatsapp na use kre ye ho hi nhi sakta whatsapp bahut hi populer messaging app ban chuka h.whatsaap pr aap everyday message ,image ,audio or video file recieve or send karte h aise me  kuchh image aur video private hoti h aur aap nhi chahte h ki koi aur is image aur video ko dekhe aise me aap us media file ko hide kr sakte h.

payza ek online bank h ya yu kahe ki online payment transfer karne ka tarika.payza account un logo ke liye jyada jaruuri ho jata h jo online bussiness karte h.ham is post me sikhenege ki payza kya h payza pr account kaise bante h.payza bhi paypal account ki tarah work krta h.payza ko 1 may 2012 ko start kiya gya  tha jisase ceo Firoz Patel h.


Linkedin kya hai.Linked pr account kaise banate hai?

Facebook aur Twitter ki tarah Linkedin bhi ek social networking site h.linkedin mainly bussiness person ke liye hota h .isliye ise bussiness oriented social networking site kahte h. linked ka use hm job search karne ke liye bhi karte h.linkedin ko 14 december 2002 ko found kiya gya tha aur ise 5 may 2003 ko launch kiya gya .linkedin mainly professional networking ke liye use kiya jata h.linkedin ke ceo Jeff Weiner h.

Google alerts kya hai?Google alerts kaise use karte hai?

aap kisi filmstar ya cricketer ya kisi other person ke fan h aur sochte h ki us person se related koi bhi new news or information aaye to aapko email se suchit kr diya jaye to bilkul thik sochate h kyoki is post me ham aapki isi problem ko solve karne ki kosis krenge google alerts ki madad se.agr aap kisi bhi person pr alert lgate h to usase related updated news apne gmail id pr paa sakte h.

Google goggle kya hai

Google goggles google ki ek free mobile app h.ya ham kah sakte h ki google goggles ek type ka camera h jo kisi image ko scan karke uska search result aapke web browser me deta h.google ne google goggles ki yah service 5 october 2010 me shuru ki thi.yah ek andriod app h jo bs 1.2 MB ka h.bahut hi majedar aur kaam ka app h student ho ya bussiness man sabhi ke mobile me yah app hona chahiye.

Bina phone number ke whatsapp kaise use karte hai?

Is website me hamne bahut se whatsapp feuture aur tricks ke bare me discuss kiya h.aaj bhi ham ek whatsapp tricks ke bare me sikhenge.agr aapke paas ek hi sim card h aur aap is sim se whatsapp account nhi create karna chahte ya phir is sim se already ek whatsapp account create kr liya h to aap dusra whatsapp account create karne ke liye fake nuber ka use kr sakte h mtlb aap fake whatsapp account bana sakte h.