Cookies ek type ki text file hoti h jise browser aapke computer me save rakhta h.internet browsing karte samay jb kabhi kisi website pr visit karke koi information provide karte h to wo information cookies me save ho jati h.dusri tarah ham kah sakte h ki cookies ek type ki massege hoti h jo web server web browser ko bhejta h.
aur wo messege cookies me store ho jati h.jaise ki agr aap facebook open karte h to aapki fb id aur password cookies me save ho jati h.
koi bhi aapki id password ko cookies se recover kr sakta h.isliye mai aapko advise dena chahunga ki jb  bhi aap kisi private computer me browsing kre to private browing enable kre le ya browsing karne ke bad cookies aur history ko delete kre de .lekin yaha question yah h ki cookies ko delete kaise kre .is post me ham crome browser me cookies ko delete karna sikhenege.

Step-1
cookies delete karne ke liye sabse pahle crome browser open kre.browser ke right-up corner 3 line ka icon dekh sakte h us par click karke setting me jaye.setting ka page open hoga.


 page ko niche scroll krenge to aapko ek show advanced setting ka option milega is par click kre. upar image me aap dekh sakte h.

Step-2
setting expand ho jayengi. ab page ko niche scroll kre aur clear browsing data option seach kre.


clear browsing data pr click kre .

Step-3
ek popup window open hogi.



  1. yha pr aap select kr sakte h ki aapko kitne time se kitne time tk cookies delete karni h.
  2. aap jis item ko delete karna chahte h use trick kr de.
  3. ab clear browsing data pr click kre.

Step-4
abhi aapka kaam khatm nhi hua h .ab aap back jaye. is post ke dusre screenshot ko dekhe.


content setting ke option pr click kre. content setting ka pop up window open hoga.

Step-5

All cookies and site data pr click kre.

Step-6



 
  1. is search box me aapko jis site ke cookies delete karna use type kre .
  2. agr aap sabhi cookies ko clear karna chahte h Remove all pr click kr de.
  3. Done button pr click kre.
ab aapne apne crome browser ke cookies ko clear kr liya h.